Lahore ( web disk ) wts app paighamaat ki aisi app hai jis ne poori
duniya mein apni kamyabi ka loha manwaya hai. poooray aik saal taq apne
sarfeen ko pegham rasani ki muft service muhayya karne ke baad wts app
ne 1 dollar salana ke sbskrpshn charges laago karne ka faisla kya hai
magar sath hi yeh bhi tey kya hai ke yeh raqam Pakistan jaisay taraqqi
Pazeer mumalik par laago nahi ki jaye gi aur wahan ta haal wts app ki
service muft istemaal ki jaye gi. yeh faisla committee ke president nirj
arora ne ki hai. un ka kehan ahe ke wts app taraqqi pzirmmalk ke
sarfeen se bhi rabita qaim rakhna chahta hai taham jab yeh mumalik jab
mein India aur Pakistan bhi shaamil hain muashi lehaaz se behtar ho
jaien ge wahan bhi sbskrpshn ki raqam laago kar di jaye gi .
London me anar par bht ziyada tehkeek karne ke bad ye bat samne ai hai keh anar kahane say boht benefits hoty hain jis say hamari sahat ko bht faida hota hai. Tehkeek ke mutabiq is bat ka pata chala hai kh jo anar hm garmiyo me khaty hain us ke benefits humyn sardiyo me hota hai jis ka sada sa jawab ye hai keh anar khanay say hmarai jismani qowat barhati hai jis ka result sardiyo me samne ata hai. Yeh taqat say bhara phal duniyan ke qadeem phalon me say mana jata hai aur anar ziyada aeran me paya jata hai. Aeran ko anar ka abae mulk hai. Anar ka benefits ye bhi hai keh ye khoon me colastrol ko bhi ghatata hai aur bulad fishar khon ko bhi rokta hai. Is ke ilawa dil ki bari artery karnary me honay wali lekij ko bhi khatam karta hai. jis say insan ko bht benefits hoty hain aur insan is khatar nak bemari say bacha rehta hai. Anar khanay say jism ke andar say le kar bahir bahir ki jild ko bhi faida pohanchataa hai. Anar khanay ka 1 or faida yeh bhi hai ke ye jild ko ...
