1. Khany k doran Paani ka istamaal bht kam karen.
2. Artificial Meethy k istamaal ko kam sy kam rakhen.
3. Alchohol k istamaal ko kam sy kam karen.
4. apny wazan ko kam karen q k masany or pait k darmeyan wazan masany pr dabao dalta hai or is sy Urine zyada ata hai.
5. muqarrara oqaat men he sirf hajat k lye jany ki koshesh karen is sy Masana hajt ka aadi ho jata hai.
6. apny khany or mashrobaat ki fehrist tayyar karen ta k aap daikh saken k konsi chez apny khani hai or kb khanni hai.
7. agar apko masla zyada ho rha hai to Aap apny doctor sy rabata karen or is baat ka pehly sy khayal rakhen k apny khany peeny k khayal rakhen or Urine ki hajat ka hisab rakhen.
8. agar aap mashroobat ka istamaal krty hen to us ka istamaal kam kr den. in tama chezon pr amal kr k aap apni Urine ki problem ko thek kr skty hen q k ye Urine ki problem takleef ka ais bbhe banti hai or be waja sharmindagi ka bais bhe banti hai. is lye in asan si shiqqon pr amal kr k aap in problems sy chutkara hasil kr saktyhen. or apni zindagi ko asan bhe bana sakty hen.