Qayamat qareeb any wali hai ye dawa Eesaiyon ka jin k khna hai k Super Moon k hona Qayamat k qareeb any ki nishani hai. Sunday ki shab Super Moon yani AAm rutine sy zyada Moon Jagmagny wala hai EEsai rawayat k mutabiq Is k zameen pr dramae nataij murattab hony waly hen. ye dawa aik new report men samny aya hai. British news papaer Express k mutabi Esaiyat k kuch firqon k mutabiq super moon ka hona or qareeb akr zameen k gird chakkar lgana qayamat k qareeb any ki nishani hai q k is samandar ki lehren uper charh ati hen. Mahireen k mutabiq Injeel men hai k Qayamat k ki amad sy qabl chand k zameen ki gird chakar lgany k nizam men numayan kami waqe hoge. mazeed kha geya hai k jb zamenn zalzalon ki zad men aey ge to sooraj or chand tareeki men gum ho jaen gy or sitary apni chamak kho baithen gy. isis tarah aik or jaga likha hai sooraj jb tareeki men kho jaey ga or chamd khon rang ho ajey ga to is waqt faisly k din ka agaz ho ga Qayamat ajaey ge. aam tor pr bhe chand k zayada roshan ho kr zameen k gird any sy smandar men pani ki satah barh jati hai or zalzalon or atish fihan k imkan barh jaty hen. sunday ki shab chand zameen sy 2 lakh 21 hazar 765 meel door hoga. ye aam dino k muqably men 16 % bara or 30% roshan hoga. rawan sal 3 bar suoer moon ho chuka hai 2 bar january men or aik bar july men hua tha. kuch ka to man na hai k agr super moon k bad zameen ka khatma na ho or qayamat na aey to aisa agla maah bhe ho skta hai. is sy hat kr bhe kuch firqon ka man na hai k super moon ajeeb waqeaat or Qayamat ki nishani hai.