Process Of Death by KaroMAZA
Insan Ko Aik na Aik din to Death ny a kr gherna he hai. Death Aik aisa process hai jo k hr shakhs k sath hoga or agr is pr gor kren to ham isy bhooly huey hen hr shakhs sirf apan khuwabon ka mehal bnaey huey hai. Lekin marna kisi ko bhe yad nhe hai. is video men Wo tmam process dikhaya geya hai k jb mot a kr insan ko gherti hai to us k jism k sath kesa hota hai kis trah insan apni akhri sans ko leta hai or kis trha dil ki dharkan band hoti hai or kis trah Insan k jism ak darja hararat kam hota jata hai or insan k jism Death k baad kesy thanda hojata hai. Insan ki Death ka time kisi ko nhe pta. Is lye hamen chahye k Apni death ko hr waqt yaad rakhen or Allah ka hazoor sajda rez ho kr apni maafi mangen or apni akhirat ki fikar kren Q k Allah he hr chez ka khailq o malik hai. Hamen hr waqt pni Death ki fiakr men rhna chaheye. is di gai video men ap daiukh skty hen k kis trah insan Mot ki wadi men chala jata haiu daikheye is link men.