Muslim hony k naty hamara ye Emaan hai k Islam men
jnty bhe ehkamaat hen wo insan k lye bht faeda mand hen or un kA koi
nuqsaan nhe hai. or Islam k in ehkamaat ko maanty huey ham ham apni
zindagi ko khush gawar bna sakty hen. Islam k ehkamaat k Durust hony ka
aitraaf ham he nhe bal k Gair Muslim bhe Islam ki talemaat ka
aitraf krny pr majboor hen. Hal he men Aik Bari tehqeeq ki gae hai jis
Men Bartaniya k Mahireen ny khush rehny ka Raaz jana hai. Researcheers
ka khna hai k apni tawaqoaat or khahishat ko kam kr den or in pr qabu pa
len to us k bad milny wali khushi or heran kr dy ge. agr ham dosron pr
inhasar kam karen to ham behtr tor pr apny kam saar anjaam dy skty hen.
Tehqeeq k mutabiq insani zehen ki halat lamha ba lamha badalti rehti hai
or ye sb tawaqoaat or khahishat sy juri hoti hen. Univercity college
London k Dr. Rob ka khna hai k meri team in maloomat pr heran ho gae k
insani zehen kis had Umeedon or khahishat sy jura hua hai. unhon ny kha k
ham ye aksar sunty rehty hen k apni khahishat ko kam karo khush raho gy
or jab ham ny ye tehqeeq ki to heran huey k haqeeqatan kam khahishaT
INSAN ko khush rakhti hen. unhon ny kha k jab ham kam tawaqoaat rakhty
hen to bury result ka dukh kam hota hai or achy result ki khisi bht
zyada hoti hai. yahan ye Baat bht Importent hai k Insan ko Islam ki
talemaat k mutabiq apni khahishta ko bht kam rakhna chaheye. Hamen apny
sy hamesha kam taar ko daukhna chaheye us k bary men sochna chaheye or
Allah pak ka shukar ada krna chaheye. is sy dil men sukun rehta hai or
hamesha Islam ki ta lemaat pr amal krna chaheye
London me anar par bht ziyada tehkeek karne ke bad ye bat samne ai hai keh anar kahane say boht benefits hoty hain jis say hamari sahat ko bht faida hota hai. Tehkeek ke mutabiq is bat ka pata chala hai kh jo anar hm garmiyo me khaty hain us ke benefits humyn sardiyo me hota hai jis ka sada sa jawab ye hai keh anar khanay say hmarai jismani qowat barhati hai jis ka result sardiyo me samne ata hai. Yeh taqat say bhara phal duniyan ke qadeem phalon me say mana jata hai aur anar ziyada aeran me paya jata hai. Aeran ko anar ka abae mulk hai. Anar ka benefits ye bhi hai keh ye khoon me colastrol ko bhi ghatata hai aur bulad fishar khon ko bhi rokta hai. Is ke ilawa dil ki bari artery karnary me honay wali lekij ko bhi khatam karta hai. jis say insan ko bht benefits hoty hain aur insan is khatar nak bemari say bacha rehta hai. Anar khanay say jism ke andar say le kar bahir bahir ki jild ko bhi faida pohanchataa hai. Anar khanay ka 1 or faida yeh bhi hai ke ye jild ko ...
