Firon jo ka ek kafir tha or jo Hazrat mosa R.A ko marna chta tha allha nay esa na hony diya or firon or us ki fooj ko samandar ma duba diya. Or Firon ki dead body ko samandar nay bhr phak diya tha. Hazart mosa R.A ya chaty thy ka firon or us ka lashakar islam par eman lay aye bohat koshish karny ka bad bhe firon or us ka lashkar eman na lay tu ab es ka pas koi chara na raha tha ka un ko azab ma mubtala kar ka ebrat ka samna bana diya jaye. Es liye Hazart mosa ko rat ko hukam hua ka bani israel ko lay kar waha sa chaly jao or ya bhe ya bhe farmaya ka firon tumhary pechay aye ga marag tum dara na. Quran pak ya zikar es tarha aya ha ka pae fironi sorj nikalty he un ka taqub ma ponchy tu dono ko amnay samnay dakh kar hazrat mosa ka lashkar nay kaha ka hum parky gay. Tu es par Hazrat mosa nay kaha mera rub mery sath ha wo mujhy rasta dekhay ga. Phar hum nay Hazrat mosa pahr whai nazail ki ka darya ma apni lathi mary tu dary phat kar dono hiso ma takseem ho gay jis ma Hazrat mosa or us ka sathi nikal gay or firon or us ka laskar doob gay. Aj bhe firon ki dead body aj bhe bhe majood ha jis ko logo dakh bhe sakty ha. firon ki dead body misar ka ajaib ghr ma firon ki dead body ko rakha gay ha. Mazeed tafeelat ka liye video dekhyn.
Dead body Of Pharaoh Found by KaroMAZA
Dead body Of Pharaoh Found by KaroMAZA