Chemical In A Colgate Is A Cause Of Cancer Ham technology k jis dor men rehty hen yahan aey roz koi na koi new chez or nuskha ejaad hota rehta hai. Technology k s dor men mukhtalif companies bhe apny Brands ko jaded sy jaded or apny users k lye ache ache sy ache chez bnany ki koshesh krti hen ta k User us sy faeda utha sky. Hal he men aik new tehqeeq ny inkashaf kiya hai k dunya ki maroof company ka brand Colgate logn men mot antny ka bais ban rha hai. Btaya jar ha hai k is men paey jany wala chemical cancer ka bais ban rha hai. Colgate Tooth paste Danton ko masooron ki bemariyon ay mehfooz rakhta hai lekin is men mojood chemical cancer ka bais ban rha hai. Is khofnak inkashaf ka zikar tb hua jb Colgate toothpaste ki company ko majboor kiya geya k wo is chemical ki manzoori ki dastawezaat sammny laen. Colgate Company ka moqaf tha k Triclosan name chemical ko 1997 men American Food and Drug administration sy manzoor karwaya geya tha. FDA ki report men ye inkashaf kiya geya tha k idary ny Is men shamil chemical pr tahaffuzaat ka izhar kiya tha pr Colgate company ny ye khty huey isy manzoor krwa liya tha k is ki zyada miqdaar cancer ka bais banti hai. Ye baat bhe samny ae hai k company k moaqqaf ki bunyad us ki apni tehqeeq pr he mabni hai. Ab ye bht sari research men ye baat samny a chuki hao k Triclosan cancer ka khatra paida krti hai or is ki wja sy bachon ki waqt sy phly paidaish or haddiyon ki na mulamml namo k masael bhe paida ho rhy hen.is ki wja sy toleedi sehat or sperm k masael un ki tadaad men kami k masael bhe samny a rhy hen. Colgate ka khna hai k FDA ki report ye sabit nhe kr skti k ye chemical khatarnak hai or 19000 logon pr ki gae 20 tehqeeqat is baat ka inkashaf hen.