London ( news desk ) janwaron se mohabbat insani fitrat ka hissa hai
lekin Bartania ke aik mashhoor maqam par senkron khawateen aur mard
janwaron ke tahaffuz aur un ke sath hamdardi ke jazbaat ujagar karne ke
liye sareaam burhenapa hokar late gaye. un ka talluq janwaron ke haqooq
ke liye kaam karne wali tanzeem peta se hai. ahal ilaqa aur musafir yeh
dekh kar bohat heran hue ke mashhoor trifalgr squire ke ain darmiyan
mein senkron insani jism bilkul be parda parre thay jabkay un jismon
پرمصنوعی khoon ke cheenthay aur dhabbay bhi lagey thay. yeh ajeeb o
ghareeb manzar dekhnay ke liye hazaron log jama hogaye. tanzeem peta ki
director mimi بخیچی ka kehna hai ke janwaron ko bhi insanon ki terhan
gham, khushi, raahat aur dard ka ehsas hota hai is liye insanon ko
chahiye ke woh ghizai zaroriat poori karne ke liye har saal arbon
janwaron ko halaak karne ki bajaye nabatati zaraye ka istemaal karen.
unhon ne bataya ke woh atwarke din ko bator world ویجن day mnarhe hain
taakay duniya bhar ke insanon ko gosht khori ke maholiyati nuqsanaat aur
insani sehat par muzir asraat se aagah kiya jasakay .
London me anar par bht ziyada tehkeek karne ke bad ye bat samne ai hai keh anar kahane say boht benefits hoty hain jis say hamari sahat ko bht faida hota hai. Tehkeek ke mutabiq is bat ka pata chala hai kh jo anar hm garmiyo me khaty hain us ke benefits humyn sardiyo me hota hai jis ka sada sa jawab ye hai keh anar khanay say hmarai jismani qowat barhati hai jis ka result sardiyo me samne ata hai. Yeh taqat say bhara phal duniyan ke qadeem phalon me say mana jata hai aur anar ziyada aeran me paya jata hai. Aeran ko anar ka abae mulk hai. Anar ka benefits ye bhi hai keh ye khoon me colastrol ko bhi ghatata hai aur bulad fishar khon ko bhi rokta hai. Is ke ilawa dil ki bari artery karnary me honay wali lekij ko bhi khatam karta hai. jis say insan ko bht benefits hoty hain aur insan is khatar nak bemari say bacha rehta hai. Anar khanay say jism ke andar say le kar bahir bahir ki jild ko bhi faida pohanchataa hai. Anar khanay ka 1 or faida yeh bhi hai ke ye jild ko ...
