Ya aik taza tareen incident hoa ha oil ki industry main. Ya aik aisa
khoofnak waqiya hoa ha jo aik pori oil ki industry ko jaala ker khaak
ker dia. Allah pak Hum sub ko aisa bura waqt se bachaye or iss Khoof
naaz azab se bachaye. Ya Pakistan ki aik oil industry ha Jaha her din ki
tarha iss din bhe sub apna apn kaamo main masroof tha. Lakin suddenly
iss oil ki industry main aik zor dar dhamka hota ha or daikhta he
daikhta palak jhapkna ke sath he kuch he seconds main kai ekkar per
mushtamil ya oil ki industry nisto nabood ho jati ha.
Allah Hum sub ko aisa sakhat azab se bachaye. iss oil ki Industry
main yaa aag sirf aik choti sii galti ki waja se lagi hogi or sirf or
sirf aik insan ki galti ne pata nhe kitna logoon ki ghar ujar dia iss
oil ki industry se pata nhe kitna looog rooz apni rozi roti kaamte hon
ge. Lakin sirf aik insan ki galti ki waja per oil ki industry chand
lamhon main nisto o nabood ho gaya. Allah pak hum sub ko aisa bura azab
se bachaye.
Bad Incident Happened In Oil Industry by KaroMAZA