Woman and Grave.Very amazing Speech of Maulana Tariq Jameel In this speech Bayyan maulana tariq jameel talks about the woman value in islam and tells that what will happened to woman after death if he not follow islam rules.
London me anar par bht ziyada tehkeek karne ke bad ye bat samne ai hai keh anar kahane say boht benefits hoty hain jis say hamari sahat ko bht faida hota hai. Tehkeek ke mutabiq is bat ka pata chala hai kh jo anar hm garmiyo me khaty hain us ke benefits humyn sardiyo me hota hai jis ka sada sa jawab ye hai keh anar khanay say hmarai jismani qowat barhati hai jis ka result sardiyo me samne ata hai. Yeh taqat say bhara phal duniyan ke qadeem phalon me say mana jata hai aur anar ziyada aeran me paya jata hai. Aeran ko anar ka abae mulk hai. Anar ka benefits ye bhi hai keh ye khoon me colastrol ko bhi ghatata hai aur bulad fishar khon ko bhi rokta hai. Is ke ilawa dil ki bari artery karnary me honay wali lekij ko bhi khatam karta hai. jis say insan ko bht benefits hoty hain aur insan is khatar nak bemari say bacha rehta hai. Anar khanay say jism ke andar say le kar bahir bahir ki jild ko bhi faida pohanchataa hai. Anar khanay ka 1 or faida yeh bhi hai ke ye jild ko ...