Dunia ma aj kal ki nowajna nasal ka sub sa raba msala job ka ha q ka
aj kal dor ma koi achi job milna bohat he mushikal ha. achay mustakbil
ka liye logo haigher study kart ha ta ka un ko achi job mail sakay us ka
liye logo ko din rat mahanat karni parti ha. Par duina ma ek nojawan es
bhe ha jo ghar bhat kar or sara din game khal kar sall ka 10 karor kama
raha ha. Aksar waldan apnay bacho ko game khanlta dakh kar un ko bura
bhla khty ha or ek bap esa ha jo apny bety ko game khalty dakha kar
bohat khush hota ha q ka us ka bata chand hazar ki nokari chor kar ghar
bhat kar lakho kama raha ha. 22 sal a larka jo ka mashoor game Cell of
duty ma mahart rakhta ha or us nay optic gaming ka nam ek team bhe bana
rakhai ha jo internet par game ki sani nhe rakhti ha. Ek andazay ka
mutabik nojawan serif youtube ki video sa 7 lakh dollor kama chka ha or
estahrat or company nay mily waly paso ko mila kar 1 million dollor kama
chuka ha. nojawan ka kam asan nhe ha q ka us ko game par kai ghant time
dena parat ha or us ka demag ko saik rakhny ka liye doc us ka roz chak
karty ha. Nojawan ka khana ha agar agar shooken ki dil chaspi khtam ho
jaye tu us ka kiya ho gya. Lakin us ko abhi koi khtra nhe ha or abhi tu
us ki dolat ma tezi sa ezafa ho raha ha. Dunia ma aj kal ki nowajna
nasal ka sub sa raba msala job ka ha q ka aj kal dor ma koi achi job
milna bohat he mushikal ha. achay mustakbil ka liye logo haigher study
kart ha
London me anar par bht ziyada tehkeek karne ke bad ye bat samne ai hai keh anar kahane say boht benefits hoty hain jis say hamari sahat ko bht faida hota hai. Tehkeek ke mutabiq is bat ka pata chala hai kh jo anar hm garmiyo me khaty hain us ke benefits humyn sardiyo me hota hai jis ka sada sa jawab ye hai keh anar khanay say hmarai jismani qowat barhati hai jis ka result sardiyo me samne ata hai. Yeh taqat say bhara phal duniyan ke qadeem phalon me say mana jata hai aur anar ziyada aeran me paya jata hai. Aeran ko anar ka abae mulk hai. Anar ka benefits ye bhi hai keh ye khoon me colastrol ko bhi ghatata hai aur bulad fishar khon ko bhi rokta hai. Is ke ilawa dil ki bari artery karnary me honay wali lekij ko bhi khatam karta hai. jis say insan ko bht benefits hoty hain aur insan is khatar nak bemari say bacha rehta hai. Anar khanay say jism ke andar say le kar bahir bahir ki jild ko bhi faida pohanchataa hai. Anar khanay ka 1 or faida yeh bhi hai ke ye jild ko ...
