taype ( news desk ) phone ki charging ke liye darkaar lamba waqt aksar
kofat ka baais bantaa hai, khasosan jab aap ko kahin niklny ki jaldi ho.
aisay mein thori si charging ke sath hi niklana parta hai jo ke jald
khatam bhi ho jati hai. taiwan ki mashhoor company each tea si ne is
maslay ko barri had tak hal kar diya hai kyunkay company ne aik aik aisa
charger muta-arif kar wa rahi hai jo aik aam charger ki nisbat kayi
gina taizi se phone ki battery ko tawanai se bhar sakta hai. is nai
technology ko warpped charge plug ka naam diya gaya hai aur usay
technology company ko alkom ne design kya hai. atlaat ke mutabiq
ibtidayi tor par usay each tea si ke naye phones ke liye muta-arif
karwaya ja raha hai aur company ke puranay phones bhi is se istifada kar
satke hain. company ki taraf se abhi is taiz raftaar charger ki qeemat
ya market mein farahmi ki tareekh ka elaan hona baqi hai .
London me anar par bht ziyada tehkeek karne ke bad ye bat samne ai hai keh anar kahane say boht benefits hoty hain jis say hamari sahat ko bht faida hota hai. Tehkeek ke mutabiq is bat ka pata chala hai kh jo anar hm garmiyo me khaty hain us ke benefits humyn sardiyo me hota hai jis ka sada sa jawab ye hai keh anar khanay say hmarai jismani qowat barhati hai jis ka result sardiyo me samne ata hai. Yeh taqat say bhara phal duniyan ke qadeem phalon me say mana jata hai aur anar ziyada aeran me paya jata hai. Aeran ko anar ka abae mulk hai. Anar ka benefits ye bhi hai keh ye khoon me colastrol ko bhi ghatata hai aur bulad fishar khon ko bhi rokta hai. Is ke ilawa dil ki bari artery karnary me honay wali lekij ko bhi khatam karta hai. jis say insan ko bht benefits hoty hain aur insan is khatar nak bemari say bacha rehta hai. Anar khanay say jism ke andar say le kar bahir bahir ki jild ko bhi faida pohanchataa hai. Anar khanay ka 1 or faida yeh bhi hai ke ye jild ko ...
