ISPR Pakistan ki aise command he jo Pakistan main her department ke sath public relation ko mazboot bana ha. ISPR Stand For Inter Service Public Relation ha. ISPR ka maqsad he Pakistan main or media main hone waali her activity ko control karta han. ISPR aik aisa center ha Pakistan ki bhalai or iski afadiyat ko behtar banane ke lia use kia jata ha. ISPR Pakistan ki army se le kar Pakistan ke her department tak iski rasayi hoti ha.
ISPR pakistan main hone waali her crimnal or social activity per nazar rakhta ha. Or pakistan main hona waale tmam terrorist attack ko control karna or inka bare main khabar na bhe ISPR ke under aata ha. Or iss ka main maqsad pakistan ke her department ke sath aik public relation qayim rakhna he or department ke mutaliq new rakhna ISPR ke zimma hota ha. Chahe wo Pakistan army, F.b.i ho Police ho ya Anticription ho ya Navy ho ya airforce ho ya Pakistan ka koi bhe media ka channel ho ya ISPR ka iss department ke mutaliq tmam maloomat apna paas rakhta ha or zarorat parna per uss department ke lia us ke against uss information ko use karta ha jo ussna apna pas store ki hoi hoti ha.
ISPR Defender Of Pakistan Video by KaroMAZA